Mehrma Lyrics | Love Aaj Kal
Mehrma Lyrics-Love Aaj Kal
Mehrma Full Song’s Lyrics,Notations,Scale And Other Information From Movie Love Aaj Kal. This Song Is Sung By Darshan Raval & Antara Mitra .So Friends Lets Read This Lyrics And We Share This With Our Friends By Facebook,Whatsapp,Message Or Others Sharing App And Download Pdf File.
Song Informations
Song:- Mehrma
Singer:- Darshan Raval & Antara Mitra
Movie:- Love Aaj Kal
Music:- Pritam
Lyrics:- Irshaad Kamil
Music On Youtube:- Sony Music India
Mehrma Lyrics-Love Aaj Kal
Chahiye kisi saye mein jagah
Chaaha boht baar hai
Na kahin kabhi mera dil laga
Kaisa samajhdaar hai
Main na pohchu kyun waha pe
Jana chahu main jahan
Main kahan kho gaya
Aisa kya ho gaya
O mehrama kiya mila
Yun juda hoke bata
O mehrama kiya mila
Yun juda hoke bata
Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata
O meharma kiya mila
Yun juda hoke bata
Jo shor ka hissa hui
Woh awaz hoon
Logon mein hoon
Par tanha hoon main
Haan tanha hoon main
Duniya mujhe mujhse
Juda hi karti rahe
Bolo magar na baatein karun
Ye kiya hoon main
Sab hai lekin main nahi hoon
Woh jo thoda tha kami
Woh hawa ho gaya
Kyun khafa ho gaya
O mehrama kiya mila
Yun juda hoke bata
O mehrama kiya mila
Yun juda hoke bata
Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata
O meherma kiya mila
Yun juda hoke bata
Written By:- Irshaad Kamil
Mehrma Lyrics-Love Aaj Kal